• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jafaen dur Tak Jati Hain Kam Aabaad Shahron Mein

Jafaen dur Tak Jati Hain Kam Aabaad Shahron Mein

muneer-niyazi

jafaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

vafaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

baharen der tak rahti hain kam abad qariyon men

khizaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

sada hansne ki ho afsos ki ya aah bharne ki

sadaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

andhera jab ghana ho to charagh-e-rah-e-viran ki

shuaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

‘munir’ abad shahron ke makinon ki hava le kar

havaen duur tak jaati hain kam abad shahron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Karwan-E-Bahaaran Ki Be-Dara Hoga

Wo Khaali Hath Safar-E-Ab Par Rawana Hua

Jism Se Rahguzar Banate Hain

Nigah-E-Mast Mein Kya Rang-E-Walihana Tha

noor-jahan-sarwat

Phir Koi Apni Wafa Ka Wasta dene Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet