• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Use Dekha Zara Nazdik Se

Jab Use Dekha Zara Nazdik Se

jab use dekha zara nazdik se

tab samajh paa.e hain thoḌa Thiik se

baat jab hai dil ho ḳhud hi be-qarar

vo mohabbat kya mile jo bhiik se

bhuul baiThe qadr-dani ka chalan

log ham-rishta hain ab taz.hik se

raushni ka jashn sa hai har taraf

phir bhi chehre hain ka.i tarik se

ye jali lafzon men likha tha kahin

inqalab aata hai ik tahrik se

apna bhi andaz hai ‘mina’ alag

chal rahe hain haT ke thoḌa leak se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shahar Ki Fasilon Par zaKHm Jagmagaenge

afzal-hazarvi

Bedari Mein Sote Khwab

poet

Aate Hain Pahle Lab Pe Sawalat KHud-baKHud

Sadaen Deta Rahta Hai Ki Ai Maula Dikhai De

Taswir-E-Dost Fikr-E-Mujassam Bani Rahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet