• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Talak Ye Sochon Ka Zawiya Na Badlega

Jab Talak Ye Sochon Ka Zawiya Na Badlega

jab talak ye sochon ka zaviya na badlega

manzilen na badlengi rasta na badlega

dekh kar lakiron ko ye kaha nujumi ne

dard hi muqaddar hai za.icha na badlega

ishq ki tabi.at men mustaqil mizaji hai

mushkilon ko sah lega rasta na badlega

apni apni fitrat ki sab laḌa.i laḌte hain

ḳhair-o-shar ka aapas men ma.arka na badlega

ishq ki imamat men ‘fatima’ hai chal nikli

chahe kuchh bhi ho jaa.e faisla na badlega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Zindagi Ke Hazaron Azab Jhel Gaya

ahmad-sagheer-siddiqui

Aur Si dhup Ghata Aur Si Rakkhi Hui Hai

poet

Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse

Mujhe Wo Kaifiyat Apni Batane Kyun Nahin Aaya

Hum to Ab Jati Ruten Hain Humse Ye Ighmaz Kyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet