• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht Ko DhunDne Niklun to Jazira Nikle

Dasht Ko DhunDne Niklun to Jazira Nikle

dasht ko DhunDne niklun to jazira nikle

paanv rakhkhun jo main virane men duniya nikle

ek biphra hua dariya hai mire chaar taraf

tu jo chahe isi tufan se kinara nikle

ek mausam hai dil o jaan pe faqat din ho ki raat

asman koi ho dil par vahi taara nikle

dekhta huun main tiri raah men dam-e-hairat

raushni raat se aur dhuup se saaya nikle

is se pahle ye kabhi dil ne kaha hi kab tha

raat kuchh aur baḌhe chand dobara nikle

aankh jhukti hai to milti hai ḳhamoshi ko zaban

band honTon se koi bolta dariya nikle

ishq ik aisi haveli hai ki jis se bahar

koi darvaza khule aur na daricha nikle

sehr ne tere ajab raah sujha.i hamdam

ham kahan jaane ko nikle the kahan aa nikle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHamoshi Kalam Ho Gai Hai

Sufi

Ai Mah-Jabin Kahan Tera Jalwa Ayan Nahin

Le Ke Is ghaT Se Us ghaT Gai Mera Wajud

shaiKH O panDit Dharm Aur Islam Ki Baaten Karen

Jis Ko Dekho Wahi Paikar Mein Uljha Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet