• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Teri Aankh Humse Phir Gai

Jab Se Teri Aankh Humse Phir Gai

jab se teri aankh ham se phir ga.i

halqa-e-gham men tabi.at ghir ga.i

fauj-e-mizhgan men mere ḳhuun ke liye

chashm ki gardish se kauḌi phir ga.i

mohtasib ki aankh par jab se chaḌhi

duḳht-e-raz shishe ke dil se gir ga.i

na-tavanon ke liye tufan kya

qatra-e-shabnam men juuhi tar ga.i

saqiya koi bala tha mohtasib

ḳhairiyat guzri jo ḳhum ke sir ga.i

murda mera dekh kar bola vo shoḳh

kyon ‘nasim’ ab aankh teri phir ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-masoom

Humse Pahle To Kahin Pyar Na Tha Shahr-Ba-Shahr

poet

Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai

gulzar

Koi Atka Hua Hai Pal Shayad

Shor Karunga Aur Na Kuchh Bhi Bolunga

Na Mera Zor Na Bas Ab Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet