• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se dilbar Ne Aankh Phera Hai

Jab Se dilbar Ne Aankh Phera Hai

poet

jab se dilbar ne aankh phera hai

mujh ko dauran-e-sar ne ghera hai

kucha-e-zulf nit andhera hai

vahan siyah-bakht dil ka dera hai

vajd men hain divane abr ko dekh

laila-e-fasl-e-gul ka dera hai

yakka azad hai do aalam se

jo ki be-dam tera chira hai

gaal par hai kisi ke kaat ka naqsh

munh pe zulfen tabhi bikhera hai

nit bake hai ki baola ‘uzlat’

ye na bola kabhu ki mera hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bahut Mushkil Hai Dariya Par Jaana

Koi Kaba Na Kalisa Na Sanam Mera Hai

poet

Na-Khalaf Mizaj Ki Musaddaqa Taslimat

Tu Mera Dost Mera Yar Hai Nahin Hai Kya

Tan-E-Be-Jaan Mein Ab Raha Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet