• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Saz Ki Lai Badal Gai Thi

Jab Saz Ki Lai Badal Gai Thi

parveen-shakir

jab saaz ki lai badal gai thi

vo raqs ki kaun si ghadi thi

ab yaad nahin ki zindagi men

main akhiri baar kab hansi thi

jab kuchh bhi na tha yahan pe ma-qabl

duniya kis chiiz se bani thi

mutthi men to rang the hazaron

bas haath se ret bah rahi thi

hai aks to aaina kahan hai

tamsil ye kis jahan ki thi

ham kis ki zaban bolte hain

gar zehn men baat dusri thi

tanha hai agar azal se insan

ye bazm-e-kalam kyuun saji thi

tha aag hi gar mira muqaddar

kyuun khaak men phir shifa rakhi thi

kyuun mod badal gai kahani

pahle se agar likhi hui thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Tere Husn Mein Narmi Bhi Bankpan Bhi Hai

poet

Hum Kahan Aur Dil-E-KHarab Kahan

poet

Bahut Hua to Meri Mohabbat Teri Gali Tak Safar Karegi

Aarzu Ki Hama-Hami Aur Main

Umr kaTi Buton Ki aaDon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet