• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Koi Gham Hi Na Ho Ashk Bahaun Kaise

Jab Koi Gham Hi Na Ho Ashk Bahaun Kaise

jab koi gham hi na ho ashk baha.un kaise

ḳhud ko duniya ki adakari sikha.un kaise

teri har ek jhalak aur baḌhati hai talab

aise men pyaas nigahon ki bujha.un kaise

ḳhud-baḳhud ankhon ke paimane chhalak paḌte hain

shiddat-e-gham ko chhupa.un to chhupa.un kaise

chand-taron se zara bhi tujhe taskin nahin

zindagi ab main tiri maang saja.un kaise

jis ko aane ki tasavvur men bhi fursat na mile

hal-e-dil us ko suna.un to suna.un kaise

bach ke duniya ki nigahon se ḳhata kar to luun

apni nazron se magar ḳhud ko gira.un kaise

aag ho to use paani se bujha bhi luun ‘jigar’

ye lagi dil ki hai main us ko bujha.un kaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hawa Ki Halki Si Aahat Pe Yun Machal Jaana

Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai

Isi KHatir to Uski Aarti Humne Utari Hai

ahmad-hamesh

Kis Ka Shoala Jal Raha Hai Shoalagi Se Mawara

abhishek-kumar-amber

Mujhe Malum Hai Main Aaj Kya Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet