• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rukte Hue Qadmon Ka Chalan Mere Liye Hai

Rukte Hue Qadmon Ka Chalan Mere Liye Hai

rukte hue qadmon ka chalan mere liye hai

sayyara-e-hairat ki thakan mere liye hai

koi mira aahu mujhe la kar nahin deta

kahte to sabhi hain ki ḳhutan mere liye hai

tap si mujhe aa jaati hai aghosh men us ki

vo barf ke gaale sa badan mere liye hai

hain ju-e-tab-o-tab pe anvar ke pyase

aur shaam ka ye sanvala-pan mere liye hai

qandhar na kabul na yaman mere liye hai

miTTi ke ujaḌne ki chubhan mere liye hai

barut men bhunte hue alfaz o mafahim

ab to yahi tasvir-e-suḳhan mere liye hai

duniya hi nahin ḳhud se ḳhafa rahta huun ‘arshad’

jiine ka ye andaz hi fan mere liye hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

puKHta Hone Na Diya KHam Bhi Rahne Na Diya

Sar-E-Mahshar Yahi Puchhunga KHuda Se Pahle

Qadam uThe Hain to Dhul Aasman Tak Jae

aftab-hussain

Main Sochta Hun Agar Is Taraf Wo Aa Jata

Pila Raha Hai Zamin Ko Yahan Lahu Koi Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet