• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Kisi Ne Haal Puchha Ro diya

Jab Kisi Ne Haal Puchha Ro diya

shad-azimabadi

jab kisi ne haal puchha ro diya

chashm-e-tar tu ne to mujh ko kho diya

daagh ho ya soz ho ya dard-o-gham

le liya khush ho ke jis ne jo diya

ashk-rezi ke dhadalle ne ghubar

jab zara bhi dil pe dekha dho diya

dil ki parva tak nahin ai be-khudi

kya kiya phenka kahan kis ko diya

kuchh na kuchh is anjuman men hasb-e-hal

tu ne qassam-e-azal sab ko diya

kisht-e-duniya kya khabar kya phal mile

tukhm-e-gham ham ne to aa kar bo diya

ye bhi nasha mai-kasho kuchh kam nahin

de na de saaqi pa tum samjho diya

‘shad’ ke aage bhala kya zikr-e-yar

naam idhar aaya ki us ne ro diya

zumra-e-ahl-e-qalam men likh ke naam

khud ko nahaq ‘shad’ tu ne kho diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Ab Se Pahle Tha Lahja Nahin Wo Aaj Mera

Hum Sakun Paenge Salmaon Mein Kya

Der Se so Kar uThne Walo taDpo Lekin Shor Na Ho

Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete

abu-bakr-abbad

Ilm-e-Sina

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet