• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Jab Main Zindagi Ki Pareshaniyon Mein Tha

Jab Jab Main Zindagi Ki Pareshaniyon Mein Tha

jab jab main zindagi ki pareshaniyon men tha

apnon ke bavajud bhi tanha.iyon men tha

abadiyon ne saare bharam hi miTa diye

is se ziyada ḳhush to main viraniyon men tha

sahil pe jo khaḌe the unhen mauj le ga.i

main bach gaya ki yaar main tughyaniyon men tha

asaniyon men ziist hi be-kaif ho ga.i

jiine ka asl lutf to dushvariyon men tha

karta bhi kya kisi se shifa ki koi umiid

saara ka saara shahr hi bimariyon men tha

jo sada-lauh the vo nasibon men rah ga.e

chalak jo bhi shaḳhs tha achchha.iyon men tha

kuchh aap hi ne ghaur se Daali nahin nazar

mera bhi naam aap ke shaida.iyon men tha

baten to satta par yuun bahut si huiin magar

mera dimagh jhiil ki gahra.iyon men tha

‘nayab’-bha.i ban ke gale jo mila tha kal

us shaḳhs ka shumar bhi danga.iyon men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Kuchh To Hawa Bhi Sard Thi Kuchh Tha Tera Khayal Bhi

poet

dar Tak Ab Chhod diya Ghar Se Nikal Kar Aana

Sar Par Kisi Gharib Ke Na-Chaar Gir paDe

Ye Shafaq Sham Ho Rahi Hai Ab

poet

Koi Bhi Rasm Ho Kuchh Ho Bahana Hota Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet