• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Ne Is Tarah Utare Rang

Hijr Ne Is Tarah Utare Rang

hijr ne is tarah utare rang

jaise the hi nahin hamare rang

ek manzar se ho ga.e ghayal

tum ne dekhe kahan hain saare rang

niind Thahri hui thi palkon par

rah ga.e ḳhvab ke kinare rang

naqsh ubhre tumhari nazron se

aap ki aankh ne nikhare rang

kis qadar shaan se kashid hue

kis qadar tamkanat se haare rang

surḳh joḌe ka intiḳhab kiya

laakh karte rahe ishare rang

mere angan men kya nahin maujud

ḳhushbuen titliyan sitare rang

‘roz’ ko ḳhushbuon se nisbat hai

naam se munsalik hain saare rang

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mahw-E-ruKH-E-Yar Ho Gae Hum

Wo Jo Log Ahl-E-Kamal the Wo Kahan Gae

Harim-E-Jabr Mein KHamosh Bhi Raha Na Gaya

allama-iqbal

Jawanon Ko Meri Aah-E-Sahar de

poet

Hain Kashmakash Mein Aaj Teri Dastan Se Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet