• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bas Ek Hijr Ke Mausam Ka Rang Gahra Tha

Bas Ek Hijr Ke Mausam Ka Rang Gahra Tha

bas ek hijr ke mausam ka rang gahra tha

har ek rut ko chakha tha barat ke dekha tha

us ek lamhe men kitni qayamaten TuTin

bas ek lamhe ko tere asar se nikla tha

koi charagh bhi raḳht-e-safar men rakh lete

safar men raat bhi aa.egi ye na socha tha

ḳhud apne-ap ko chhune ka hausla na raha

ki mere jism pe mera hi ḳhuun phaila tha

vo aaj mujh se mila hai to kitna banjar hai

jo apni aankh men savan ke rang rakhta tha

na us ki chhanv thi meri na phuul the mere

shajar tha sehn men apne magar paraya tha

vo sahilon pe paḌa ab ḳhala ko takta hai

jo paniyon men utarta tha siip chunta tha

aTa hai dhuul se kamra hai taaq bhi suuna

kabhi gulab saje the charagh jalta tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zulf chhuTti Tere ruKH Par to Dil Apna Phirta

faiz-ahmad-faiz

Black-Out

Har KHushi Maqbaron Pe Likh Di Hai

Jahan Jahan Par Qadam Rakhoge Tumhein Milegi Wahin Udasi

poet

Na-Khalaf Mizaj Ki Musaddaqa Taslimat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet