• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajib Log Hain Kya Shai Kahan Se Mangte Hain

Ajib Log Hain Kya Shai Kahan Se Mangte Hain

ajiib log hain kya shai kahan se mangte hain

yaqin ka ajr jahan-e-guman se mangte hain

ye zalzale to tabahi se kam pe raazi nahin

so ye ḳhiraj zaman-o-makan se mangte hain

jahan se milta hai us samt dekhte hi nahin

kabhi fulan kabhi ibn-e-fulan se mangte hain

ye kaun le gaya chun chun ke shaḳh-e-gul ki ḳhushi

kahan vo phuul jo ham gulsitan se mangte hain

ai jugnuo ḳhas-o-ḳhashak se nikal aao

ye log nuur shab-e-be-karan se mangte hain

zaban sach ka maza lena chahti hai magar

panah sab usi bar-e-garan se mangte hain

unhen hai jaḌna zamin ke libas men ‘maqsud’

chalo sitare had-e-asman se mangte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fasl-E-Gul Kab luTi Nahin Malum

Bedam Shah Warsi

Mubarak Saqi-e-Mastan Mubarak

poet

Sharminda Nahin Kaun Teri Ishwa-Gari Ka

Bedam Shah Warsi

Teri Ulfat Shoabada-Parwaz Hai

Aankhon Se Mohabbat Ke Ishaare Nikal Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet