• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suhane KHwab Aankhon Mein Sanjona Chahta Hun

Suhane KHwab Aankhon Mein Sanjona Chahta Hun

suhane ḳhvab ankhon men sanjona chahta huun

men ab aram se kuchh der sona chahta huun

shajar ko bar-avar dekhna maqsad nahin hai

ki men to bas zamin par ḳhvab bona chahta huun

mire hanste hue bachcho ye saara ghar tumhara

main rone ke liye bas ek kona chahta huun

navah-e-zist men kyuun barishen hoti nahin hain

main pichhle mausamon ke zaḳhm dhona chahta huun

bas us ke aane tak mausam mujhe sarsabz rakhna

use ik ḳhaar ab main bhi chubhona chahta huun

mujhe be-ḳhvab rakhti hai kabhi duniya kabhi dil

main bachchon ki tarah be-fikr sona chahta huun

havao kya tumhara mehrban shana milega

dahaḌen maar kar main aaj rona chahta huun

jise hai jaan aziiz apni utar jaa.e kinare

main apni naav maujon men Dubona chahta huun

‘salim’ ab andhiyon se ham-rakabi kis liye hai

sar-e-mizhgan bacha kya hai ki khona chahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

dagh-dehlvi

Khatir Se Ya Lihaz Se Main Man To Gaya

gulzar

Shakhen

poet

Kunj-E-Qafas Se Pahle Ghar Apna Kahan Na Tha

saleem-kausar

Sarasar Nafa Tha Lekin Khasara Ja Raha Hai

Misal-E-KHwab Hamesha Kisi Safar Mein Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet