• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahat-E-Wasl Bina Hijr Ki Shiddat Ke Baghair

Rahat-E-Wasl Bina Hijr Ki Shiddat Ke Baghair

rahat-e-vasl bina hijr ki shiddat ke baghair

zindagi kaise basar hogi mohabbat ke baghair

ab ke ye soch ke bimar paḌe hain ki hamen

Thiik hona hi nahin teri ayadat ke baghair

ishq ke maron ko adab kahan aate hain

tere kuche men chale aa.e ijazat ke baghair

ham se puchho to ki ham kaise hain ai ham-vatano

apne yaron ke bina apni mohabbat ke baghair

mulk to mulk gharon par bhi hai qabza us ka

ab to ghar bhi nahin chalte hain siyasat ke baghair

aks kis ka ye utar aaya hai a.ine men

kaun ye dekh raha hai mujhe hairat ke baghair

hasil-e-ishq agar kuchh hai to vahshat hai ‘ziya’

aur insan mukammal nahin vahshat ke baghair

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tolta Kya Mujhko Koi Jauhari Mizan Mein

KHat Lifafe Mein Ghair Ka Nikla

Jati Rut Se Pyar Karoge

Na Usko Bhul Pae Hain Na Humne Yaad Rakkha Hai

Naumid Kare Dil Ko Na Manzil Ka Pata De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet