• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Har Nazar Ho KHud Hi Tajalli-Numa-E-Gham

Jab Har Nazar Ho KHud Hi Tajalli-Numa-E-Gham

jab har nazar ho ḳhud hi tajalli-numa-e-gham

phir aadmi chhupa.e to kaise chhupa.e gham

us vaqt tak mili na mujhe lazzat-e-hayat

jab tak raha zamane men na-ashna-e-gham

meri nigah-e-shauq hi gham ka sabab nahin

un ki nigah-e-naz bhi hai rahnuma-e-gham

sauda-e-ishq dard-e-mohabbat jafa-e-dost

ham ne ḳhushi ke vaste kya kya uTha.e gham

shayad ye hai karishma fareb-e-nashat ka

ghabra ke aa ga.i hai labon par dua-e-gham

‘farhat’ ki har hansi men hain aansu chhupe hue

us ki ḳhushi bhi oḌhe hue hai rida-e-gham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pal Pal Jine Ki KHwahish Mein Karb-E-Sham-O-Sahar Manga

bashir-badr

Kabhi To Sham dhale Apne Ghar Gae Hote

zehra-nigaah

Chhalak Rahi Hai Mai-E-Nab Tishnagi Ke Liye

Shajar Ki shaKH Se Jhula Utar Bhi Sakta Hai

poet

Tu Hi Hai Meri Ye Bud-O-Baqa Tu Aur Nahin Main Aur Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet