• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Sham-E-Tarab Jalai Hai

Jab Bhi Sham-E-Tarab Jalai Hai

jab bhi sham-e-tarab jala.i hai

aanch mahrumiyon ki aa.i hai

raste itne be-karan to na the

justuju kitni duur laa.i hai

zahmat-e-justuju se kya hoga

bu-e-gul kis ke haath aa.i hai

kitni ranginiyon men teri yaad

kis qadar sadgi se aa.i hai

kah ke jan-e-ghazal tujhe ham ne

apni kam-ma.igi chhupa.i hai

jab bhi ‘javed’ chheḌ di hai ghazal

baat varaftagi tak aa.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chahne Par Bhi Na Chaha Hum Ko

poet

Ek Qurb Jo Qurbat Ko Rasai Nahin Deta

faiz-ahmad-faiz

daghistani Khatun Aur Shaer Beta

chaTanon Ki Tarah Hain Hum Magar TuTe Hue Bhi Hain

Tere Hi Sath Mere Yar Hai Meri Duniya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet