• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bich Jangal Mein Pahunch Ke Kitni Hairani Hui

Bich Jangal Mein Pahunch Ke Kitni Hairani Hui

biich jangal men pahunch ke kitni hairani hui

ik sada aa.i achanak jani-pahchani hui

phir vahi chhat par akele ham vahi ThanDi hava

kitne andeshe baḌhe jab raat tufani hui

ho ga.i duur an-ginat viran guzargahon ki koft

ek basti se guzarne men vo asani hui

us ne barish men bhi khiḌki khol ke dekha nahin

bhigne valon ko kal kya kya pareshani hui

gard-e-rah ke baiThte hi dekhta kya huun ‘jamal’

jani-pahchani hui har shakl an-jani hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-hyderabadi

Ata Hui Kise Sanad Nazar Nazar Ki Baat Hai

Ab Ye Aankhen Kisi Taskin Se Tabinda Nahin

Sufi

Zahe-Husne Ki Ru-e-Yar darad

Mere Mughanni Tujhe Kya Ho Gaya

Haya to Us Se Sharmati Bahut Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet