• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Milne Ke Zamane Aae

Jab Bhi Milne Ke Zamane Aae

jab bhi milne ke zamane aa.e

bad-gumani men sulagte aa.e

kis ko ilzam-e-tabahi den ham

ka.i patthar ka.i sho.ale aa.e

bhuul baiThe hain uḌanen apni

ham tire haath men aise aa.e

un ke andaz men ighmaz baḌha

meri palkon pe sitare aa.e

kitne barson ka safar ḳhaak hua

us ne jab puchha ki kaise aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhilesh-tiwari

Kabhi To dub Chale Hum Kabhi Ubharte Hue

Ab Shahr Ki Aur Dasht Ki Hai Ek Kahani

Wafa Ka Zikr Ho Be-Mehri-E-Butan Ki Tarah

Aaiye Aasman Ki or Chalen

Raat Taron Se Jab Sanwarti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet