• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Jab Bhi Ji Chahe Nai duniya Basa Lete Hain Log

Jab Bhi Ji Chahe Nai duniya Basa Lete Hain Log

sahir-ludhianvi

jab bhi ji chahe nai duniya basa lete hain log

ek chehre par kai chehre laga lete hain log

yaad rahta hai kise guzre zamane ka chalan

sard pad jaati hai chahat haar jaati hai lagan

ab mohabbat bhi hai kya

ik tijarat ke siva

ham hi nadan the jo odha biiti yadon ka kafan

varna jiine ke liye sab kuchh bhula dete hain log

jaane vo kya log the jin ko vafa ka paas tha

dusre ke dil pe kya guzregi ye ehsas tha

ab hain patthar ke sanam

jin ko ehsas na gham

vo zamana ab kahan jo ahl-e-dil ko raas tha

ab to matlab ke liye nam-e-vafa lete hain log

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahra-Sahra Kahne Se Gulzar Badalte Nain

Dur Tak Phail Gai Sab Kei Zaban Tak Pahunchi

poet

Is Samundar Mein Sanbhal Kar Hi Utarna Warna

Kisi Se Pyar Kar Le Ya Kisi Se Pyar Ho Jae

akhtar-ansari

Mohabbat Karne Walon Ke Bahaar-Afroz Sinon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet