• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Dekha Hai Baja Dekha Hai

Jab Bhi Dekha Hai Baja Dekha Hai

jab bhi dekha hai baja dekha hai

aa.ina ḳhaak hua dekha hai

ye miri aankh nahin fitna hai

us ne har shaḳhs ḳhuda dekha hai

baat karte ho ravani ki tum

main ne dariya ko ruka dekha hai

jaane kitne hi zamane guzre

main ne har roz naya dekha hai

zahr ko zabt kiye baiTha huun

yuun to har dasht hara dekha hai

raat bhar niind nahin aati mujhe

main ne insan mara dekha hai

main ne iman ki ḳhatir ‘da.em’

sar ko neze pe chaḌha dekha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhuke Jismon Ki KHwahishon Ke Liye

Mere Chehre Se Gham Aaankhon Se Hairani Na Jaegi

Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun

Buton Ki Agar KHud-Numai Na Dekhun

Kabhi Kabhaar Bhi Kab Saeban Kisi Ne Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet