• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Baadal Barish Lae Shauq-Jaziron Se

Jab Bhi Baadal Barish Lae Shauq-Jaziron Se

jab bhi badal barish laa.e shauq-jaziron se

ḳhosha ḳhosha harf ki belen bhar ga.iin hiron se

tum se mile to shahr-e-tamanna kitna phail gaya

kya kya ḳhvab na.e tamir hue tabiron se

ankhen rangon ki barsaten tak tak jhiil huiin

dil ne kya kya aks kashid kiye tasviron se

us ko chhune ki ḳhvahish ne haath baḌha.e to

phan phaila.e nikle kitne saanp lakiron se

‘ali’ danish ki basti men ab sardar vahi

DhunD nikale kuchh andhiyare jo tanviron se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kis Ne Kaha Tum Kuch Karo Baaten Na Banao Insha-Ji

Ghup Andhera Hai Kya Qayamat Hai

Sab Sitam Yaad Hain Sari Hamdardiyan Yaad Hain

poet

Nahin Malum Kitne Ho Chuke Hain Imtihan Ab Tak

quli-qutub-shah

Azal The Hai Muje Khuban Sun Ikhlas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet