• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Apne Pairahan Se KHushbu Tumhaari Aai

Jab Apne Pairahan Se KHushbu Tumhaari Aai

poet

jab apne pairahan se ḳhushbu tumhari aa.i

ghabra ke bhuul baiThe ham shikva-e-juda.i

fitrat ko zid hai shayad duniya-e-rang-o-bu se

kanTon ki umr aḳhir kaliyon ne kyuun na paa.i

allah kya hua hai zom-e-ḳhud-etamadi

kuchh log de rahe hain halat ki duha.i

ghunchon ke dil baja.e khilne ke shaq hue hain

ab ke baras na jaane kaisi bahar aa.i

is zindagi ka ab tum jo chaho naam rakh do

jo zindagi tumhare jaane ke baad aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afroz-alam

Guzre Lamhat Ka Ehsas Hua Jata Hai

agha-shayar-qazalbash

dil Sard Ho Gaya Hai Tabiat Bujhi Hui

Yun Jo Palkon Ko Mila Kar Nahin Dekha Jata

poet

Ruh-E-Zaman Makan Mile Raaz-E-Ayan Nihan Mile

Ek Jag Bit Gaya Jhum Ke Aae Baadal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet