• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Aaftab Ghar Pe Bulaya Tha Sham Ne

Jab Aaftab Ghar Pe Bulaya Tha Sham Ne

jab aftab ghar pe bulaya tha shaam ne

kya kya diye the jin ko jalaya tha shaam ne

kya kya ḳhushi thi va.ada-e-mah-e-tamam ki

ghar ko bhisht-zar banaya tha shaam ne

kya kya the ḳhvab raat jo ta.abir ho ga.e

kya kya dilon men hashr uThaya tha shaam ne

kya kya uḌi thi gardish-e-dauran ke dil men ḳhaak

jab ratjage se haath milaya tha shaam ne

kya kya guman mahakne lage the pas-e-ḳhayal

jab muskura ke jaam uThaya tha shaam ne

kya kya sahar ne phuul khila.e pas–e-shafaq

kya kya dayar-e-shab ko sajaya tha shaam ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sabr-O-Qarar TuT Gaya Iztirab Se

Jab Milega Wo Muskura Dega

nasir-kazmi

dhup Thi Aur Baadal Chhaya Tha

Jahan Walon Se Barti Is Qadar Be-Gangi Maine

Yun Chup Hai Shahr Jaise Ki Kuchh Bhi Hua Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet