• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kya Kuchh Hai Aaj Hone Ko

Jaane Kya Kuchh Hai Aaj Hone Ko

bilqis-zafirul-hasan

jaane kya kuchh hai aaj hone ko

ji mira chahta hai rone ko

ek umr aur haath kya aaya

zindagi kya mili thi khone ko

ablon se pate pade hain ham

koi nishtar bhi de chubhone ko

dida-e-tar bhi aaj kho aae

us ke aage gae the rone ko

ret mutthi men bhar ke baithe hain

haath men kuchh rahe to khone ko

apni hasti ka haal kya kahiye

ham hue aah kuchh na hone ko

kitne saada hain ham ki baithe hain

dagh-e-dil ansuon se dhone ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-hamesh

Kaun Si disha Kahan Ki disha

poet

Karunga Zindagi Mein KHalq-Ashna Ho Kar

poet

Sau Tarah Ka Chhod Kar Aaram Tere Waste

poet

Dost Ban Kar Bhi Kahin Ghat Laga Sakti Hai

poet

Zist Ko Qismat Se Kaam Dekhiye Kab Tak Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet