• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Par Jahan-E-Raftagan Hai

Is Par Jahan-E-Raftagan Hai

is paar jahan-e-raftagan hai

ik dard ki raat darmiyan hai

ankhen hain ki rahguzar-e-sailab

aur dil hai ki Dubta makan hai

achchha hai ki sirf ishq kiije

ye umr to yuun bhi ra.egan hai

kis yaad ki chandni hai dil men

ik lahr si ḳhuun men ravan hai

yaad aaya vahan gire the aansu

ab sabza o gul jahan jahan hai

har lahza badal rahi hai duniya

ai husn-e-sabat tu kahan hai

dukh jhelo to ji kaḌa hi rakhna

dil hai to hisab-e-dostan hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Farq Jo Kuchh Hai Wo Mutrib Mein Hai Aur Saz Mein Hai

chandni-pandey

Khatm Hai Baadal Ki Jab Se Saebani dhup Mein

Kuchh Roz Se Pareshan Wo Zulf-E-Mushkbu Hai

meer-hasan

dil Ko Us Shokh Ke Kuche Mein dhare Aate Hain

Sufi

Masafat-e-Shab-e-Hijran Tawil Likhte Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet