Jaana-Pahchana Ajnabi Akbar Hyderabadichaar shanasa divaron men ik anjana kamra aur anjane kamre men ik anjan shanasa main divaron se mukalima na-mumkin sa apne-ap se baten karni bhi mushkil chaar shanasa divaren to mera partav mera aks aur inhi ka saaya main
Leave a Reply