• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chashm-E-Khunbar Sa Barse Na Kabhu Pani Ek

Chashm-E-Khunbar Sa Barse Na Kabhu Pani Ek

poet

chashm-e-khunbar sa barse na kabhu paani ek

abr har chand kare apna lahu paani ek

shust-o-shu nama-e-aamal ki jis se hoe

baras ai abr-e-karam mujh pe vo tu paani ek

laakh paani se main dhoya na chhuta zakhm ka khuun

kaam aaya na mire vaqt-e-rafu paani ek

aaj tak ashk miri aankh se girte hain safed

zarf men apne ye rakhta hai subu paani ek

ta-kamar abr-e-mizha apna to barsa sau baar

na hua mauj-zanan ta-ba-gulu paani ek

ham tiri chaal se dil kyunki na haren is ai charkh

baazi dushvar hai tujh se to adu paani ek

bazi-e-murgh men bhi haar rahi ‘ghafil’ ki

tujh se jiita na vo ai arbada-ju paani ek

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhein Pane Ki Haisiyyat Nahin Hai

poet

Shab Wasl Ki Bhi Chain Se Kyunkar Basar Karen

Panw Ka Dhyan to Hai Rah Ka Dar Koi Nahin

Sahra Se Bhi Viran Mera Ghar Hai Ki Nahin Hai

Karna Jo Mohabbat Ka Iqrar Samajh Lena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet