• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Bar Un Se Mil Ke Juda Hum Jo Ho Gae

Is Bar Un Se Mil Ke Juda Hum Jo Ho Gae

is baar un se mil ke juda ham jo ho ga.e

un ki saheliyon ke bhi anchal bhigo ga.e

chaurahon ka to husn baḌha shahr ke magar

jo log namvar the vo patthar ke ho ga.e

sab dekh kar guzar ga.e ik pal men aur ham

divar par bane hue manzar men kho ga.e

mujh ko bhi jagne ki aziyyat se de najat

ai raat ab to ghar ke dar-o-bam so ga.e

kis kis se aur jaane mohabbat jatate ham

achchha hua ki baal ye chandi ke ho ga.e

itni lahuluhan to pahle faza na thi

shayad hamari ankhon men ab zaḳhm ho ga.e

iḳhlas ka muzahira karne jo aa.e the

‘az.har’ tamam zehn men kanTe chubho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zehn Be-Samt KHayalon Ka Nishana Hai Yahan

Badan Se KHak Khurachne Se Dar Nikalte Hain

sauda-mohammad-rafi

Aaram Phir Kahan Hai Jo Ho dil Mein Ja-E-Hirs

Darida Dekh Kar kapDe Hamare

Bebasi Se Hath Apne Malne Wale Hum Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet