Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-faraz

Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Ahmad Faraz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jaan se ishq aur jahan se gurez

doston ne kiya kahan se gurez

ibtida ki tere qaside se

ab ye mushkil karun kahan se gurez

main vahan huun jahan jahan tum ho

tum karoge kahan kahan se gurez

kar gaya mere tere qisse men

dastan-go yahan vahan se gurez

jang haari na thi abhi ki ‘faraz’

kar gae dost darmiyan se gurez

More Poems

Bulawa

Judai Ki Pahli Raat

Ud Kar Suragh-E-Kucha-E-dilbar Lagaiye

Kar Ke Asir-e-Ghamza-O-Naz-O-Ada Mujhe

Kabhi Milte The Wo Humse Zamana Yaad Aata Hai

Bair duniya Se Qabile Se Ladai Lete

Fusun-Zada Hain Hawaen Manzar Tamam Mashur Chup Pade Hain

Kab Baithte Hain Chain Se Iza Uthae Bin

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.