• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Wo Nahin Raha Wo Mera Dil Nahin Raha

Main Wo Nahin Raha Wo Mera Dil Nahin Raha

main vo nahin raha vo mira dil nahin raha

ab main kisi se ishq ke qabil nahin raha

kal mere ghar se mera musalla uḌa liya

mulla bhi e’tibar ke qabil nahin raha

english agar na aa saki hindi to siikh li

us shoḳh ki nigah men jahil nahin raha

kavve malhar gaa.en ki ullu bhajan suna.en

jab gulistan men shor-e-anadil nahin raha

jaata zarur haj ko magar aah kya karun

bar-e-gunah se chalne ke qabil nahin raha

sunte hain seTh ji ka divala nikal gaya

jis mil pe un ko naaz tha vo mil nahin raha

daḌhi baḌha.i ban gaya sha.ir se maulvi

‘hashim’ ab un se ishq ke qabil nahin raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Barf-Zar-E-Jaan Ki Tah Mein Kholte Pani Ka Hai

Aane Wale Sal Ki Sari Sundar shaMein Tere Nam

Nashshe Mein Jo Hai Kohna Sharabon Se Ziyaada

poet

Har Pari-Wash Ka Eatibar Karo

Thapkiyan De Ke Tere Gham Ko Sulaya Humne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet