• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Iztirab-E-Shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua

Iztirab-E-Shauq Mein Ilham Ka Dhoka Hua

iztirab-e-shauq men ilham ka dhoka hua

dil jo dhaḌka aap ke paigham ka dhoka hua

baat itni thi ki us ne ik zara pheri thi aankh

aur mujh ko gardish-e-ayyam ka dhoka hua

marhaba husn-e-tasavvur gesuon ki chhanv ka

gham ki tapti dhuup thi aur shaam ka dhoka hua

jazb hain nazron men yuun us husn ki ranginiyan

aankh uThi jis par usi gulfam ka dhoka hua

de rahe the hadiya-e-tabrik vo aghyar ko

aur ‘mubarak’ mujh ko apne naam ka dhoka hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har Shai Mein Numayan Hai Jalwa Aankhon Se Magar Mastur Bhi Hai

Wo Mere Pas Hai Kya Pas Bulaun Usko

Bhule-Bisre Mausamon Ke darmiyan Rahta Hun Main

poet

Jab Se Apne Aapko Pahchanta Hun Main

abid-kazmi

Jinhen Tha Fakhr Nawab-O-Najib Hote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet