• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Jalaya Teri Khushi Ke Liye

dil Jalaya Teri Khushi Ke Liye

parveen-fana-syed

dil jalaya tiri khushi ke liye

ya khud apni hi agahi ke liye

haath par rakh ke apni ruh-e-tapan

ham chale apni rahbari ke liye

nuur ki mahfilon men rahte hain

jo taraste hain raushni ke liye

kitne alam sah gae ham log

ek be-nam si hansi ke liye

ab-e-haivan bhi gar mile to na len

apne mear-e-tishnagi ke liye

phir koi qahr hazrat-e-yazdan

koi tahrik bandagi ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Ke Gumbad Mein Yaadon Ka Basera Ho Gaya Hai

Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se

Suna Ki KHub Hai Uske Dayar Ka Mausam

erum-zehra

Main Apni Wafaon Ka Bharam Le Ke Chali Hun

muneer-niyazi

Ghairon Se Mil Ke Hi Sahi Be-Bak To Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet