• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Bujhne Laga Aatish-E-Rukhsar Ke Hote

dil Bujhne Laga Aatish-E-Rukhsar Ke Hote

zehra-nigaah

dil bujhne laga atish-e-rukhsar ke hote

tanha nazar aate hain gham-e-yar ke hote

kyuun badle hue hain nigah-e-naz ke andaz

apno pe bhi uth jaati hai aghyar ke hote

viran hai nazar meri tire rukh ke muqabil

avara hain gham kucha-e-dildar ke hote

ik ye bhi ada-e-dil-e-ashufta-saran thi

baithe na kahin saya-e-divar ke hote

jiina hai to ji lenge bahar-taur divane

kis baat ka gham hai rasan-o-dar ke hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-allahabadi

Halqe Nahin Hain Zulf Ke Halqe Hain Jal Ke

Dil Ki Duniya Mein Tujhe La Ke Main Hairan Kar Dun

Wo Meri Jaan Ke Sadaf Mein Guhar Sa Rahta Hai

Ye Sochiye Ki Kyon Hawa Pe Zor Chal Nahin Raha

Sufi

Bazar Ki Fasil Bhi Rukhsar Par Male

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet