• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamein Kaun Puchhe Hai Sahibo Na Sawal Mein Na Jawab Mein

Hamein Kaun Puchhe Hai Sahibo Na Sawal Mein Na Jawab Mein

poet

hamen kaun puchhe hai sahibo na saval men na javab men

na to koi aadmi jaane hai na hisab men na kitab men

na to ilm apne men hai yahan ki khuda ne bheja hai kis liye

isi ko jo kahte hain zindagi so to jism ke hai azaab men

yahi shakl hai jise dekho ho yahi vaza hai jise ghuro ho

jise jaan kahte hain aadmi use dekha alam-e-khvab men

main khilaf tum se nahin kaha ise maano ya ki na maano tum

main ne apni ankhon se dekha main ki mila huun us ki janab men

na sunoge ‘soz’ ki guftugu jo phiroge dhundne ku-ba-ku

ye nasha hai us ke bayan men ki nahin nasha hai sharab men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ali-akhtar

Harim-Kaba Bana di Wo Sar-Zamin Maine

Safar Hi Koi Rahega Na Fasla Koi

Naumid Kare Dil Ko Na Manzil Ka Pata De

Sufi

Main Kya Hun Mujhe Tumne Jo Aazar Pe Khincha

kaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet