Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nida-fazli

Itni Pi Jao

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

itni pi jaao

ki kamre ki siyah khamoshi

is se pahle ki koi baat kare

tez nokile savalat kare

itni pi jaao ki divaron ke be-rang nishan

is se pahle ki

koi ruup bharen

maan bahan bhaai ko tasvir karen

mulk taqsim karen

is se pahle ki uthen divaren

khuun se maang bharen talvaren

yuun giro tuut ke bistar pe andhera ho jaae

jab khule aankh savera ho jaae

itni pi jaao!

More Poems

din Ka Phul Abhi Jaga Tha

Khuda

Nikal Aaya Wo Ghabra Kar dil Us Ka Is Qadar dhadka

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai

dil Qabil-E-Mohabbat-E-Jaanan Nahin Raha

Pher Leta Hai Mukaddar Ho Ke Munh Jis Se Kahen

Aaram Phir Kahan Hai Jo Ho dil Mein Ja-E-Hirs

Main Use dekh Rahi Hun Badi Hairani Se

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.