• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Ziyaada Kabhi Kam Raha Hai Aankhon Mein

Kabhi Ziyaada Kabhi Kam Raha Hai Aankhon Mein

kabhi ziyada kabhi kam raha hai ankhon men

ik intizar ka mausam raha hai ankhon men

kabhi hai ḳhushk kabhi nam raha hai ankhon men

Thahar Thahar ke ye zamzam raha hai ankhon men

basa hua hai tasavvur men ik hasin paikar

koi ḳhayal mujassam raha hai ankhon men

nazar ke samne aa.i hain kitni tasviren

usi ka aks magar ram raha hai ankhon men

vo qurbaton ka tasavvur vo lams ka jaadu

sada-bahar ye mausam raha hai ankhon men

ulajh ke rah ga.e nindon ke ḳhvab palkon par

koi ḳhayal yuun paiham raha hai ankhon men

lab-e-ḳhamosh pe ‘mina’ hai nauha-e-hijran

darun-e-zat ye matam raha hai ankhon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zehra-nigaah

der Tak Raushni Rahi Kal Raat

nasir-kazmi

Gard Ne Khema Tan Liya Tha

Pichhli Shab KHwab Mohabbat Ka Dikhaya Gaya Tha

Chhupa Hai Karb-E-Musalsal Hawa Ke Lahje Mein

Makan-E-Dil Se Jo uThta Tha Wo Dhuan Bhi Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet