• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Isko Surat Ko dekh Kar Bhule

Isko Surat Ko dekh Kar Bhule

poet

is ki surat ko dekh kar bhule

haae ham bhule sar-ba-sar bhule

munh ka mitha tha pet ka khota

jhuti mithi si baat par bhule

dekho is meri yaad ko aur vo

mujh pe karta nahin nazar bhule

us ke ushshaq ho gae vahshi

sab ye khana-kharab ghar bhule

jab faramosh o yaad bhi khele

ek idhar ham tum ik udhar bhule

ham faramosh ki faramoshi

aur tum yaad umr bhar bhule

bhule-bhatke se yaan tum aa nikle

nashshe men raah kuchh magar bhule

nakhl-e-ah ek chhut na phulega

is ko phalta nahin samar bhule

‘azfari’ zor kha gae dhoka

is ke zahir pe tum aphar bhule

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

darakht Ruh Ke Jhume Parind Gane Lage

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Karwan Ishq Ki Manzil Ke Qarin Aa Pahuncha

Sufi

Masafat-e-Shab-e-Hijran Tawil Likhte Rahe

Qadam Zamin Pe Na the Rah Hum Badalte Kya

poet

Jab Tan Na Raha Mera Hon Wasil-E-Jaanana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet