• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Isi Jagah Pe Andheron Ke Ghol Palte Hain

Isi Jagah Pe Andheron Ke Ghol Palte Hain

isi jagah pe andheron ke ghol palte hain

so bam-o-dar pe charaghon ka nuur malte hain

vo ḳhush-ḳhisal agar dastaras men aa jaa.e

hamare haath hamare labon se jalte hain

tumhare hijr ko faqa-kashi nahin saunpi

tumhare dard mire ansuon pe palte hain

tumhare qurb ki hiddat ka hi tamasha hai

zara zara sa jo ham raat bhar pighalte hain

mira nasib hai aise maqam-e-ibrat par

jo haath rakhte nahin hain vo haath malte hain

hamari aankh ko mat saunp ye mata-e-giran

ki tere ḳhvab in ankhon se kab sanbhalte hain

tumhari chup ka taqaza hai ḳhali-pan ‘abdul’

na sar jhukao ḳhudara faqir chalte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Saqi

Yaad Kahan Rakhni Hai Tera KHwab Kahan Rakhna Hai

ada-jafarey

Ghar Ka Rasta Bhi Mila Tha Shayad

Maut Ke Jhule Se Bahar Aa Gai

aadil-raza-mansoori

din Ke Sine Pe Sham Ka Patthar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet