• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekhi dil de Ke Qadr-dani

dekhi dil de Ke Qadr-dani

poet

dekhi dil de ke qadr-dani

bas banda-navaz mehrbani

honi hai baz-purs-e-amal

kahni hai bahut badi kahani

shoale uthte hain ustukhvan se

allah re sozish-nihani

suuna hai gosha lahad men

haan haan vo raat bhi hai aani

o vaada-khilaf salha-sal

ankhon ne ki hai pasbani

aai piiri payam-e-rukhsat

badhti jaati hai na-tavani

mastana-sari ‘nasim’ kab tak

akhir akhir hai naujavani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHalwati-E-KHayal Ko Hosh Mein Koi Lae Kyun

Ya Mah-O-Sal Ki Diwar Gira Di Jae

Aabshaaron Ki Yaad Aati Hai

pirzada-qasim

dil Agar Kuchh Mang Lene Ki Ijazat Mangta

poet

kaThin Haalat Mein Apne Iradon Ko Jawan Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet