• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Se Bach Ke Kidhar Jaenge Hum

Ishq Se Bach Ke Kidhar Jaenge Hum

poet

ishq se bach ke kidhar jaenge ham

hai ye maujud jidhar jaenge ham

tan ke bas rakhiye qabza par haath

dekhiye muft men dar jaenge ham

teri dahliz par apne sar ko

ek din kaat ke dhar jaenge ham

vo ye kahte hain na de dil ham ko

dekh lete hi mukar jaenge ham

mana karte ho abas yaaro aaj

us ke ghar jaenge par jaenge ham

dil ki leni hai khabar ham ko zarur

aaj to phir bhi udhar jaenge ham

dam kahin lenge na phir ta-ba-adam

tere kucha se agar jaenge ham

tu na guzrega jafa se zalim

jaan se apni guzar jaenge ham

ziist baaqi hai to apna ‘rangin’

naam is ishq men kar jaenge ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ki Duniya Mein Ek Hangama Barpa Kar Diya

poet

Rang Hai Ai Saqi-E-Sarshaar Qiasar-Bagh Mein

Fareb Shab Ka Giraftar Rahun Bachao Mujhe

asif-ud-daula

Jis dam Tere Kuche Se Hum Aan Nikalte Hain

moD moD Ghabraya Gam Gam Dahla Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet