• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Qafila-E-Salar Nahin Chahiye Hai

Ishq Mein Qafila-E-Salar Nahin Chahiye Hai

ishq men qafila-e-salar nahin chahiye hai

ye to divar hai divar nahin chahiye hai

ye to sunti hai faqat dirham-o-dinar ki baat

ye hai duniya ise kirdar nahin chahiye hai

kah diya hai ki mohabbat ki zarurat hai so hai

ham ko is baab men takrar nahin chahiye hai

ham to apne hi kisi dhyan men baiThe hue hain

khinch lo saya-e-divar nahin chahiye hai

mujh se mat itne takalluf se mila kar ‘maz.har’

chahiye yaar adakar nahin chahiye hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dikhae Gard Ke KHeme Pa Ghar Nahin Likkha

KHayal Mein Ek Na Ek Maze Ki Nai Kahani Hai Aur Hum Hain

poet

Kisi Tez Jhonke Ke Sang Thi Meri Odhni

asrarul-haq-majaz

Aahang-E-Nau

Is Inkisar Ka Idrak Tujhko Kam Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet