• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Har Bala Ko Aane Do

Ishq Mein Har Bala Ko Aane Do

ishq men har bala ko aane do

mujh ko mera maqam paane do

guzri baton ko kaise jaane duun

ahd-e-mazi ko yaad aane do

marhalon se gurez kya mane.a

himmat-e-zist ko baḌhane do

ḳhud samajh lenge dil ko vo mere

un ko dil ke qarib aane do

kal unhen bhi to phuul banna hai

aaj ghunchon ko muskurane do

un ki dariya-dili ko dekhen ham

aaj daman hamen baḌhane do

jin ko ‘raje’ qarib samjha hai

vo satate hain to satane do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

yun hain KHayal-e-yar pe iqan kiye hue

poet

Tum Ye Kahte Ho Ek Sawal Ho Tum

poet

Gaya Ab Aaftab-E-Hashr Ka Bhi Jalwa-Gar Hona

Hafiz Shirazi

dile Ke Ghaib Numayast Wa Jam-e-Jam darad

poet

Dil Lagaenge Hum Us shoKH Pari-Zad Se Ab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet