• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tabiat Su-E-Asani Kabhi Mail Nahin Hoti

Tabiat Su-E-Asani Kabhi Mail Nahin Hoti

tabi.at su-e-asani kabhi maa.il nahin hoti

mohabbat men koi mushkil bhi ho mushkil nahin hoti

musafir baiTh jaata hai jahan bas baiTh jaata hai

phir us ke ba.ad us ko ḳhvahish-e-manzil nahin hoti

banate hi nasheman barq aati hai jalane ko

ḳhuda ka shukr hai mehnat miri zaa.il nahin hoti

tiri mahfil men kaun aaya tiri mahfil se kaun uTTha

tujhe is ki ḳhabar ai sahab-e-mahfil nahin hoti

unhen rahm aa hi ja.ega tu arz-e-hal karta ja

ḳhulus-e-dil se jo koshish ho la-hasil nahin hoti

agar main ḳhud nahin hota to mera zikr hota hai

ba-juz mere tiri mahfil tiri mahfil nahin hoti

ḳhushi ki hadd-e-aḳhir par to aansu DabDabate hain

magar kya baat hai gham ki koi manzil nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qarib Aa Ki KHazana Hun Lal-O-Gauhar Ka

In Aandhiyon Ke Sath Kai Ghonsle Gae

obaidullah-aleem

Wo Khwab Khwab Faza-E-Tarab Nahin Aai

ismail-merathi

Id-E-Ramzan Hai Aaj Ba-Aish-O-Surur

faiz-ahmad-faiz

donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet