• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Gul Ke Jo Nalan Bulbul-E-Ghamnak Hai

Ishq Mein Gul Ke Jo Nalan Bulbul-E-Ghamnak Hai

poet

ishq men gul ke jo nalan bulbul-e-ghamnak hai

gul bhi us ke gham men dekho kiya gareban-chak hai

dagh-bar-dagh ashk-bar-ashk apni chashm o dil men hain

kya bala gul-khez ai yaaro ye musht-e-khak hai

ai khizar jaun kahan main kucha-e-mai-khana chhod

khush-dili ka maulid o mansha ye khak-e-pak hai

gharq-sar-ta-pa huun bahr-e-be-karan-e-khun men main

ashna puchhe hai to ye chashm kyuun namnak hai

sarv ki nisbat se us qadd-e-bala baala ko kya

khushk chob-e-pa bigul ye vo qad-e-chalak hai

haae kin ankhon se dekhun us rukh-e-raushan pe khat

chashma-e-khurshid men ye kya khas-o-khashak hai

kafir o momin ko riqqat gham men hai ‘hasrat’ ke haae

kuchh khuda ka dar bhi tujh ko ai but-e-bebak hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-sharma-meeruthi

Suraj Ki Tapti dhup Ne Mara Hai In dinon

poet

Jawani Aai Murad Par Jab Umang Jati Rahi Bashar Ki

Wahi Thi Kal Bhi Pasand Aur Wahi Hai Aaj Pasand

Tum the Aur Aalam Bahut The

sauda-mohammad-rafi

Le dida-E-Tar Jidhar Gae Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet