• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Kahan Aur Dil-E-KHarab Kahan

Hum Kahan Aur Dil-E-KHarab Kahan

poet

ham kahan aur dil-e-ḳharab kahan

ai shab-e-gham tira javab kahan

zindagi ke shu.ur se baḌh kar

zindagi men koi azaab kahan

koi chehra ho ghaur se paḌhiye

is se jame.a koi kitab kahan

dard-o-gham ki udaas ankhon men

aarzu ke hasin ḳhvab kahan

aao apni sahar se puchh to len

chhoḌ aa.i hai aftab kahan

ruuh jab ho ga.i hai ḳhud ghayal

dil ke zaḳhmon ka phir hisab kahan

dil dhaḌakte hain ab magar dil men

vo mahakte hue gulab kahan

kya pata vaqt ke andheron men

chhap ga.e fan ke mahtab kahan

vaqt Thahra hua sa lagta hai

ruk gaya aa ke inqalab kahan

ai ‘ra.is’ aarzu ke chehre par

ab vo agli si ab-o-tab kahan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Subh-Sawere KHushbu panghaT Jaegi

akbar-hyderabadi

Bas Ek Tasalsul-e-Takrar-e-Qurb-O-duri Tha

hatim-ali-mehr

Badan-E-Yar Ki Bu-Bas Uda Lae Hawa

poet

Waqt Ho Raha Hai Phir Zau-Fishan Hatheli Par

poet

Koi Deta Nahin Hai Dad Be-Dad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet