• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mehnat Ka Sila Had Se Siwa Mangta Hai

Ishq Mehnat Ka Sila Had Se Siwa Mangta Hai

ishq mehnat ka sila had se siva mangta hai

dil vo mazdur hai ujrat men vafa mangta hai

be-sabab saḌkon pe avara sa ik nanga badan

koi divana hai zaḳhmon ki qaba mangta hai

vo kasafat hai havaon men ki dam ghuT jaa.e

phir bhi jiine ki har insan dua mangta hai

tere is fe.al ka mafhum samajhna mushkil

tu hai muḳhtar magar meri raza mangta hai

ham qalandar ki nazar aur kahin hoti hai

ham nahin mangte vo shai jo gada mangta hai

gher rakkha hai use vaqt ke fir.aunon ne

raah paani men bana de vo asa mangta hai

paanv baḌhte nahin kuchle hue raston ki taraf

tera ‘maqsud’ alag apni disha mangta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Se Na Mil Ke KHush Hain Wo Dawa Kidhar Gaya

jaun-eliya

Kya Bataun Ki Sah Raha Hun Main

Dekhta Hun Tujhko Aksar Ai Samundar Ai Samundar

Yun to Dushwar Hai chhoTe Ka baDa Ho Jaana

Main Apni Zat Na Apne Makan Mein Rahti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet