• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Kya Chiz Hai Ye Puchhiye Parwane Se

Ishq Kya Chiz Hai Ye Puchhiye Parwane Se

ishq kya chiiz hai ye puchhiye parvane se

zindagi jis ko mayassar hui jal jaane se

maut ka ḳhauf ho kya ishq ke divane ko

maut ḳhud kanpti hai ishq ke divane se

ho gaya Dher vahin aah bhi nikli na koi

jaane kya baat kahi sham.a ne parvane se

husn be-ishq kahin rah nahin sakta zinda

bujh ga.i sham.a bhi parvane ke jal jaane se

khaa.e jaati hai nadamat mujhe is ghaflat ki

hosh men aa ke chala aaya huun maiḳhane se

kar diya gardish-e-ayyam ne rusva ‘sahir’

mujh ko shikva hai yagane se na begane se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zard Patta Jo Dal Se Nikla

Bedam Shah Warsi

Pas-e-Adab Mujhe Unhen Sharm-O-Haya Na Ho

Ghar Hai Wahshat-KHez Aur Basti ujaD

Ghurub Hote Hue Surajon Ke Pas Rahe

mumtaz-mirza

Bahut dawe Kiye Hain Aagahi Ne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet