• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhup Mein Sab Rang Gahre Ho Gae

Dhup Mein Sab Rang Gahre Ho Gae

dhuup men sab rang gahre ho ga.e

titliyon ke par sunahre ho ga.e

samne divar par kuchh daagh the

ghaur se dekha to chehre ho ga.e

ab na sun pa.enge ham dil ki pukar

sunte sunte kaan bahre ho ga.e

ab kisi ki yaad bhi aati nahin

dil pe ab fikron ke pahre ho ga.e

aao ‘alvi’ ab to apne ghar chalen

din bahut dilli men Thahre ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Udasi Aasman Hai Dil Mera Kitna Akela Hai

Jurm Ulfat Ki Mujhe KHub Saza Deta Hai

Charagh Bas Isi Ummid Par Jala Karega

Kaun Aa Gaya Ye Hashr Ka Saman Liye Hue

Mil Gaya Jab Wo Nagin Phir KHubi-E-Taqdir Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet